• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shab Karne Ko Yun to Kya Kuchh Hai

Shab Karne Ko Yun to Kya Kuchh Hai

shab karne ko yuun to kya kuchh hai

kab hamara jiya hua kuchh hai

aur to kuchh nahin hamare paas

par tumhara chhua hua kuchh hai

ek hi vaqi.a tha phir bhi shab

tum ko kuchh mujh ko dusra kuchh hai

itna mahir hai duniya-dari men

sochta kuchh hai bolta kuchh hai

apni palkon ko muund le nadan

samne kuchh hai dekhta kuchh hai

andarun roz mujh se kahta hai

jiite jaane se mudda.a kuchh hai ?

maut jab aa.i tab hua malum

bujhti ankhon men ḳhvab sa kuchh hai

us ko jab dekhte hue dekha

tab khula ham pe dekhna kuchh hai

soch lete hain us ko vaqt-ba-vaqt

jiite rahne men fa.eda kuchh hai

tum ne dekha hai haal duniya ka

tum ko lagta hai kya ḳhuda kuchh hai ?

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

haidar-ali-aatish

dil Ki Kuduraten Agar Insan Se dur Hon

Dhup Kyunkar Na Ho Itab-Zada

ahmad-nadeem-qasmi

Main Kisi Shakhs Se Bezar Nahin Ho Sakta

Jab Shab-E-Furqat Ki Tariki Se Ghabraata Hun Main

Aagahi Aaine Talak Hai Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet