• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sawan Ka Mahina Bhi Hai Barish Bhi Nahin Hai

Sawan Ka Mahina Bhi Hai Barish Bhi Nahin Hai

savan ka mahina bhi hai barish bhi nahin hai

sukhe hue kheton pe navazish bhi nahin hai

ab sar-ba-gareban hai mire shahr ka mausam

ahbab bhi ḳhamosh hain sazish bhi nahin hai

har moḌ pe milti hain tahayyur ki lakiren

pahle ki tarah tarz-e-nigarish bhi nahin hai

har gaam pe tufan ka tasalsul hai mire saath

pairon men abhi tak mire laghzish bhi nahin hai

main raḳht-e-safar bandh ke nikla to huun ghar se

har gosha-e-dil men koi ḳhvahish bhi nahin hai

sakit hai faza vaqt ki masmum hava se

titli ke paron men koi jumbish bhi nahin hai

mehnat ka sila kaise karega vo muqarrar

‘ḳhalid’ mire hamrah sifarish bhi nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Andar Se Muntashir Hun Ki Bahar Shikasta Hai

Ishwa Kyun Dil-Ruba Nahin Hota

Aatish-E-Fikr Badan Ghulta Ho Paiham Jaise

Mera Fan Meri Ghazal Tera Ishaara to Nahin

Mumkin Hai Ki Milte Koi Dam Donon Kinare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet