• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / sarhaden

sarhaden

shahnaz-parveen-shazi

koi to ho is jahan men aisa

ki jis ke bas men ho saari duniya

ki sarhadon ki sabhi lakiren

jahan ke naqshe se ek pal men

kisi jatan se mita ke rakh de

ye ahani khar-dar taren

zamin ke saath dil ke rishte bhi bantti hain

kai dilon men tavil arse se chubh rahi hain

koi to un ko ukhad phenke

koi to ho jo tamam duniya

ko ek khitte ki shakl de de

agar koi moajiza dikha de

to saare insan jab bhi chahen

phir apne pyaron se mil sakenge

baghair visa ki bandishon ke

sahulaton se masarraton se

phir is ke badle agar vo mujh se

miri mata-e-hayat mange

to ek pal ko bhi main na sochun

khushi khushi us ko daan kar duun

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Ko Jaisa Bhi Hai Darkar Use Waisa Mil Jae

Dariya Ki Tishnagi Mein Insan Ki Bebasi Mein

Kyun Na Ho Shauq Tere Dar Pe Jabin-Sai Ka

adeel-zaidi

Rah-e-Khizan Mein Talash-e-Bahaar Karte Rahe

poet

Aashiq-E-Zulf-O-ruKH-E-Dildar Aankhen Ho Gain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet