• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Saqi Ho Aur Chaman Ho Mina Ho Aur Hum Hon

Saqi Ho Aur Chaman Ho Mina Ho Aur Hum Hon

poet

saaqi ho aur chaman ho miina ho aur ham hon

baran ho aur hava ho sabza ho aur ham hon

zahid ho aur taqva aabid ho aur musalla

maala ho aur barahman sahba ho aur ham hon

majnun hain ham hamen to is shahr se hai vahshat

shahri hon aur basti sahra ho aur ham hon

ya-rab koi mukhalif hove na gird mere

khalvat ho aur shab ho pyara ho aur ham hon

divangi ka ham ko kya haz ho har taraf gar

ladke hon aur phathre balva ho aur ham hon

auron ko aish-o-ishrat ai charkh-e-be-muravvat

ghussa ho aur gham ho rona ho aur ham hon

iman o diin se ‘taban’ kuchh kaam nahin hai ham ko

saaqi ho aur mai ho duniya ho aur ham hon

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaana to Bahut Dur Hai Mahtab Se Aage

Marte Marte Raushni Ka KHwab to Pura Hua

shah-naseer

dil Ishq-E-Khush-Qadan Mein Jo Khwahan-E-Nala Tha

Kitne Bosida Hain Haalat Musalmanon Ke

poet

Mere Maula Tera Tohfa Hai Ye Ilham Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet