• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Saki Mukh Safhe Par Tere Likhya Raqim Malak Misra

Saki Mukh Safhe Par Tere Likhya Raqim Malak Misra

quli-qutub-shah

saki mukh safhe par tere likhya raqim malak misra

khafi khat suun likhya nazuk tire donon palak misra

qalam le kar jali likhya jo kui bhi na saken likhne

likhya hai vo kadhin mukh tere safhe par alak misra

su likh likh kar pareshan ho qalam lat aap kahte hain

muqabil uus ke hose na likhenge gar do lak misra

bazan kar dekh mukh dhun ka davani ho bahane suun

kiye sab khush-navesan sat qalam likh naiin na sak misra

qalam mukhde suun nasik le likhe hai lab ko surkhi suun

jo kui bhi dekh kahte hain likhya hai kya khubak misra

saki ke kuch pe nazuk khat na bujhe koi kine likhya

‘qutub’ kuun puchhe tu yuun ke likhya hai mera nak misra

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Apne Ghar Ko Kaba Mante Hain

Phirti Hai Zindagi Janaza-Ba-Dosh

MULLA JAMI

Tauhid Ba-Urf Sufi-e-Sahab-e-Sair

poet

Main Chala Jaunga Meri Dil-Lagi Rah Jaegi

Dil Ka Har Ek zaKHm Gahra Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet