• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaisi Zamin Sukun Kahan Ka Kahan Ki Chhanw

Kaisi Zamin Sukun Kahan Ka Kahan Ki Chhanw

kaisi zamin sukun kahan ka kahan ki chhanv

mujh ko nigal ga.i mire naḳhl-e-aman ki chhanv

chha ja.egi yaqin ki arz-e-basit par

zehnon men phailte hue dud-e-guman ki chhanv

gahra.iyon ne mujh ko ubharne nahin diya

raqsan thi sat.h-e-ab pe ik badban ki chhanv

suraj ki mumlikat men ghanimat samajh use

sar se guzar ga.i tire abr-e-ravan ki chhanv

ham dhuup ke safar pe musalsal hain gamzan

kashkol-e-chashm men liye ik sa.eban ki chhanv

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Muskurane Ka Yahi Anjam Hai

poet

Asar Kar Ke Aah-E-Rasa Phir Gai

adeem-hashmi

Kis Hawale Se Mujhe Kis Ka Pata Yaad Aaya

adu ho gaya aadmi aadmi ka

Ye Aur Baat Hamein Surat-E-Gulab Lage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet