• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sahraon Ke Dost the Hum KHud-Arai Se KHatm Hue

Sahraon Ke Dost the Hum KHud-Arai Se KHatm Hue

sahraon ke dost the ham ḳhud-ara.i se ḳhatm hue

uupar uupar ḳhaak uḌaa.i gahra.i se ḳhatm hue

virana bhi ham the ḳhamoshi bhi ham the dil bhi ham

yaksui se ishq kiya aur yakta.i se ḳhatm hue

dariya daldal parbat jangal andar tak aa pahunche the

isi basti ke rahne vaale tanha.i se ḳhatm hue

kitni ankhen thiin jo apni bina.i men Duub ga.iin

kitne manzar the jo apni pahna.i se ḳhatm hue

‘adil’ is rahdari se vabasta kuchh gul-daste the

ruk ruk kar baḌhne valon ki paspa.i se ḳhatm hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere suKHan Ko Wo Eajaz De KHuda-E-suKHan

Kahin Ye Dard Ka Dhaga Bhi Yun Sulajhta Hai

Maqam-E-Nur Ho Kar Rah Gaya Hai

Main Ki Apne Hi Aas-Pas Nahin

poet

Zikr-E-Dushman Hai Nagawar Kise

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet