• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sahra Se Na Jangal Ki Kabhi KHak Se uTThe

Sahra Se Na Jangal Ki Kabhi KHak Se uTThe

sahra se na jangal ki kabhi ḳhaak se uTThe

ab ke vo bagule ḳhas-o-ḳhashak se uThe

barsegi vo atish ki jhulas ja.enge dariya

ik abr agar dida-e-nam-nak se uTThe

go tu ne har ik shaḳhs ko miTTi se banaya

par sang ke paikar bhi tire chaak se uTThe

hai jin ki bulandi pe ḳhajil auj-e-surayya

kuchh aise sitare bhi miri ḳhaak se uTThe

ik habs-e-bala-ḳhez garan tha so bil-aḳhir

ham sada-sifat mahfil-e-chalak se uTThe

tujh jism ko chhune ka ye e.azaz hai janan

ḳhushbu tiri utri hui poshak se uTThe

thi jin se falak-bos pahaḌon ko girani

vo sadme bhi ‘nasir’ dil-e-ghamnak se uTThe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chandni Shab Bhar Tahalti Chhat Pe Tanha Rah Gai

Hadon Ke Na Hone Ki Zillat Se Haare Hue

Is Baras Fasl-E-Bahaaran Ki Tarah Wapas Aa

bhartendu-harishchandra

Baithe Jo Sham Se Tere dar Pe Sahar Hui

fahmida-riaz

Inqilabi Aurat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet