• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Ko Phir Wahin Le Ja Rahe Hain

Safar Ko Phir Wahin Le Ja Rahe Hain

safar ko phir vahin le ja rahe hain

ḳhutut un ke unhen lauTa rahe hain

hamari maut ke kya fa.ede hain

ham apne aap ko samjha rahe hain

kahan ke rahbar kaisi masafat

hamen ye log bas Tahla rahe hain

ghazal sher-o-suḳhan kuchh bhi nahin bas

ham apne aap se batla rahe hain

zara si baat hai kaisa tamasha

unhen jaana tha aur vo ja rahe hain

sitam ye hai ki jis ko chhoḌna hai

usi ko saath men le ja rahe hain

ye kah kar jo bhi chahoge vo hoga

vo apni baat hi manva rahe hain

vo jo rahte hain ik dariya kinare

vo ham ko tishnagi samjha rahe hain

ujalon ke liye kholi thi khiḌki

magar ghar se andhere ja rahe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Bhi KHalwat Mein Wo Yaad Aaega

Pahle Nazr Lab-O-ruKHsar Karegi Duniya

Us Se Pahchan Ho Gai Hogi

KHWAJA GHULAM FARID

Aae Mast dehade Sawan de

poet

Jalwe Tere Jo Raunaq-E-Bazar Ho Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet