• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Saf Baaton Mein To Kudurat Hai

Saf Baaton Mein To Kudurat Hai

poet

saaf baton men to kudurat hai

aur lagavat se zahir ulfat hai

ghair se bhi kabhi to bigdegi

ruthna to tumhari aadat hai

aap ke lutf men to shak hi nahin

dil ko kis baat ki shikayat hai

us sitamgar se shikva kaise ho

aur ulti mujhe nadamat hai

bole dikhla ke aina shab-e-vasl

dekhiye to yahi vo surat hai

maut ko bhi nazar nahin aata

na-tavani nahin qayamat hai

kuchh kaha hoga us ne bhi qasid

kuchh na kuchh teri bhi shararat hai

kaho sab kuchh na ruthne ki kaho

ye hi kahna tumhara aafat hai

vaah kya teri shairi hai ‘nizam’

kya fasahat hai kya balaghat hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kaisi Kaisi Thin Unhi Galiyon Mein Zeba Suraten

Haal-E-Dil Maine Jo Duniya Ko Sunana Chaha

poet

Yar Se Dast-O-Gareban Na Hua Tha so Hua

Rah-E-Talab Mein Na Kar Is Tarah KHarab Mujhe

poet

Dahr Mein Ek Tere Siwa Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet