• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab Sharik-E-Sadma-O-Azar Kuchh Yunhi Se Hain

Sab Sharik-E-Sadma-O-Azar Kuchh Yunhi Se Hain

sab sharik-e-sadma-o-azar kuchh yunhi se hain

yaar kuchh yunhi se hain gham-ḳhvar kuchh yunhi se hain

un ke sab afa.al sab atvar kuchh yunhi se hain

qaul kuchh yunhi se hain iqrar kuchh yunhi se hain

apne divane se mil liije usi men ḳhair hai

aap abhi rusva sar-e-bazar kuchh yunhi se hain

jis jagah dekho nasihat ke liye maujud hain

hazrat-e-naseh ḳhuda.i-ḳhvar kuchh yunhi se hain

dast-e-vahshat ne gareban ka safaya kar diya

jeb ke parde men thoḌe taar kuchh yunhi se hain

un ke aane ki ḳhabar sun kar uḌa di hai ḳhabar

varna ‘muztar’ vaqa.i bimar kuchh yunhi se hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

imam-bakhsh-nasikh

Maza Visal Ka Kya Gar Firaq-E-Yar Na Ho

sameena-raja

Aaseb-Sifat Ye Meri Tanhai Ajab Hai

Ulfat-E-Ariz-E-Laila Mein Pareshan Nikla

poet

Kan Laga Ke Sunti Kya Hai

asrarul-haq-majaz

Bas Is Taqsir Par Apne Muqaddar Mein Hai Mar Jaana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet