• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab Kuchh Karobari Hai

Sab Kuchh Karobari Hai

sab kuchh karobari hai

lahja tak bazari hai

chehron par chehron ka bojh

kaisi duniya-dari hai

kahte hain asan hai sab

karne men dushvari hai

rishte-nate rasm-o-rivaj

diin se duniya bhari hai

ham hain duur siyasat se

ham ko izzat pyari hai

us ko pa kar ḳhud kho ja.un

kaisi ye bimari hai

hai mash.hur bhi rusva bhi

vo ‘ejaz’ ansari hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Be-Karan Samjha Tha KHud Ko Kaise Na-Danon Mein Tha

Aaj Wo Phul Bana Husn-E-Dil-Ara Dekha

Jaras-E-Mai Ne Pukara Hai uTho Aur Suno

Wo Mujhe Dil Mein Yaad Karta Hai

Wo Ban Kar Be-Zaban Lene Ko baiThe Hain Zaban Mujhse

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet