• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sab Badalte Ja Rahe Hain Sar-Ba-Sar Apni Jagah

Sab Badalte Ja Rahe Hain Sar-Ba-Sar Apni Jagah

sab badalte ja rahe hain sar-ba-sar apni jagah

dasht ab apni jagah baaqi na ghar apni jagah

main bhi nadim huun ki sab ke saath chal sakta nahin

aur sharminda hain mere ham-safar apni jagah

kyuun simaTti ja rahi hain ḳhud-ba-ḳhud abadiyan

chhoḌte kyuun ja rahe hain bam-o-dar apni jagah

jo kuchh in ankhon ne dekha hai main us ka kya karun

shahr men phaili hui jhuTi ḳhabar apni jagah

main ‘jamal’ apni jagah se is liye haTta nahin

vo ghaḌi aa jaa.e shayad lauT kar apni jagah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

qateel-shifai

Hikayat-E-Lab-O-Rukhsar Se Aage Nahin Jate

Shama Ki Nazron Mein Saudai Hai Parwana Abhi

poet

Farogh-E-Zulmat-E-Shab Tak Hi Jagmagaenge

poet

Main Wasl Mein Bhi Shefta Hasrat-Talab Raha

poet

Fitrat-E-Dil Ki Mehrbani Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet