• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rukhsat-e-Raqs Bhi Hai Panw Mein Zanjir Bhi Hai

Rukhsat-e-Raqs Bhi Hai Panw Mein Zanjir Bhi Hai

akhtar-hoshiyarpuri

ruḳhsat-e-raqs bhi hai paanv men zanjir bhi hai

sar-e-manzar magar ik bolti tasvir bhi hai

mere shanon pe farishton ka bhi hai bar-e-giran

aur mire samne ik malbe ki ta.amir bhi hai

zaicha apna jo dekha hai to sar yaad aaya

jaise in hathon pe kanda koi taqdir bhi hai

ḳhvahishen ḳhuun men utri hain sahifon ki tarah

in kitabon men tire haath ki tahrir bhi hai

jis se milna tha muqaddar vo dobara na mila

aur imkan na tha jis ka vo inan-gir bhi hai

sar-e-divar navishte bhi kai dekhta huun

pas-e-divar magar hasrat-e-tamir bhi hai

main ye samjha tha sulagta huun faqat main hi yahan

ab jo dekha to ye ehsas hama-gir bhi hai

yuun na dekho ki zamana mutvajja ho jaae

ki is andaz-e-nazar men miri tash.hir bhi hai

main ne jo ḳhvab abhi dekha nahin hai ‘aḳhtar’

mera har ḳhvab usi ḳhvab ki ta.abir bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jab Se Pesh-E-Nazar Us Yar Ki Peshani Hai

kaDhaw Rakh Ke taKHayyul Pe Aasman Tale

Wo Hua Hi Nahin Jo Socha Tha

Ek Hijrat Ki Aawazon Ka

Aaine Ka Sath Pyara Tha Kabhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet