• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Roz-E-Wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki

Roz-E-Wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki

roz-e-vahshat hai mire shahr men virani ki

ab koi baat nahin baat pareshani ki

mere dariya kabhi dariya bhi hua karte the

ab bhi avaz si aati hai mujhe paani ki

a.ina-ḳhane ke bahar vo mujhe puchhte hain

a.ina-ḳhane men kya baat thi hairani ki

ab ghazalan se kaho chhup ke kahin baiTh rahen

aamad aamad hai kisi ghul-e-bayabani ki

ham khule ghar ke makinon ki yahi aadat hai

ham na darban hue aur na darbani ki

yaad kar lena bahattar ki kahani ‘baqi’

jang chhiḌ jaa.e kisi vaqt agar paani ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aisha-ayyub

dard Mein Mere Kami Aa Jae

poet

Intiha Zoaf Ki Hai Saf Numayan Mujhse

Sufi

Bashar Bashar Se Gurezan Hai dekhiye Kya Ho

Chaman-Bandi Pe Hai Mahshar Bapa Kya

gulzar

Makan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet