• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rawan Hai Mujh Mein Abhi Tak Wo Intiqam Ki Sham

Rawan Hai Mujh Mein Abhi Tak Wo Intiqam Ki Sham

ravan hai mujh men abhi tak vo intiqam ki shaam

tire baghair guzari jo tere naam ki shaam

Thahar ga.i hai yuun mujh men tire ḳhiram ki shaam

ki jaise gard-e-safar mahv ho qiyam ki shaam

sitara-zad ne jis shab jabin ko chuma tha

tavil guzri thi us shab ke intizam ki shaam

ye maslahat ka taqaza hai ya junun mera

guzar di hai safar men jo thi qiyam ki shaam

jise zamana-e-tauhid sub.h kahta hai

vo asal men hai mire aḳhiri imaam ki shaam

haqiqi sajdon ki qimat bata ga.i ham ko

vo zer-e-tegh namazon ke ehtimam ki shaam

vo kaise raat men hamrah ho gaya ‘tariq’

vo ek ḳhvab mila tha jo mujh se shaam ki shaam

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zara Dekhiye to Ghazab Dha Rahe Hain

O Kuchalne Wale Meri Zindagi Ki Har KHushi

poet

Kuchh Yun Bhi Mujhe Ras Hain Tanhaiyan Apni

shahryar

dariya-E-Khun

Warna zaKHmi Koi Rahgir Nahin Ho Sakta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet