• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rasta Bhi Teri Samt Tha Ghar Teri Taraf Tha

Rasta Bhi Teri Samt Tha Ghar Teri Taraf Tha

rasta bhi tiri samt tha ghar teri taraf tha

ab ja ke khula mera safar teri taraf tha

angan tha mira aur na dar-o-bam the mere

main dhuup men tha saya-e-dar teri taraf tha

mahfil tujhe bas chhoḌ ke jaane ke liye thi

ik main hi faqat ḳhak-basar teri taraf tha

ujlat men na kar tark-e-ta.alluq ki shikayat

dil teri taraf yaad to kar teri taraf tha

a.ine men aur ab-e-ravan men tha tira aks

shayad ki mira dida-e-tar teri taraf tha

tu mausam-e-gul men bhi gurezan raha mujh se

main shaḳh-e-burida tha magar teri taraf tha

main tere havale se raha shahr men ma.atub

jo mera hunar tha vo hunar teri taraf tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhlaque-bandvi

Faujiyon Ke Sar To dushman Ke Sipahi Le Gae

Ek Dard Ki Lazzat Hi Sahi KHwahish-E-Gham Mein

mushafi-ghulam-hamdani

Chashm Ne Ki Gauhar-Afshani Sarih

Jhum Ke Saghar Kaun uThae Kis Ko paDi maiKHane Ki

Daricha Aaine Par Khul Raha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet