• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ranj Ke Hathon Git KHushi Ke Likhwao to Baat Bane

Ranj Ke Hathon Git KHushi Ke Likhwao to Baat Bane

ranj ke hathon giit ḳhushi ke likhvao to baat bane

toḌ ke ashkon ki zanjiren muskao to baat bane

shor machati avazon se toḌ ke rishta pal-do-pal

ḳhamoshi ki sargoshi gar sun paao to baat bane

gulshan men to ḳhushbu har-su rahti hi hai gul-rut men

sahraon men janan ghunche mahkao to baat bane

mujh ko hiir sayal se matlab aur na ranjhe se kuchh kaam

toḌ ke bandhan rasmon ka tum aa jaao to baat bane

baat vafa ki dil valon ki nagri men hai aam bahut

shahr-e-butan men giit vafa ke ga paao to baat bane

god men ḳhushiyon ki har koi chain se sota hai lekin

muund ke ankhen gham banhon men lahrao to baat bane

chand sitare toḌ ke laana afsanon ki baten hain

mere liye to pyaar nazar men bhar laao to baat bane

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ulfat-E-Shirin Ko Bhaari Sil Samajh

nazeer-akbarabadi

Jade Ki Bahaaren

Suno to Zara Ye aaKHir-E-Shab Nafir-E-Dua Ajib Si Hai

Dil O Nazar Pe Tere Baad Kya Nahin Guzra

poet

Agar Baat Teri Ho Pyari Lage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet