• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rang Ke Gahre the Lekin Dur Se Achchhe Lage

Rang Ke Gahre the Lekin Dur Se Achchhe Lage

rang ke gahre the lekin duur se achchhe lage

adh-khili un khiḌkiyon par jamuni parde lage

ḳhushk hoti bel se divar chhuTi daf.atan

zard patton ko bachate phuul ḳhud girne lage

pakke rishton men daraḌon ki kahani khul ga.i

Dubne vaale ko saare hi ghaḌe kachche lage

ik taḳhayyul jism oḌhe aan baiTha samne

lafz bhi ab soch ko tasvir sa karne lage

bail ne bas siing badle aur duniya hil ga.i

chand lamhe shahr ka jughrafiya likhne lage

be-zarurat ghonsle par ek chiḌiya muztarib

do parinde aaj pahli baar hain uḌne lage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chhupa Rakkha Tha Yun KHud Ko Kamal Mera Tha

fauziya-rabab

Nazar Udas Jigar Be-Qarar Chup Khamosh

Tu Nahin Jab Se Ham-Safar Mera

poet

Jhuk Gaya Pa-E-Jaanan Pe Sar Hi to Hai

Baadshahon Ki Tarah Aur Na Waziron Ki Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet