• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rahin-E-as Rahi Hai Na Mahw-E-Yas Rahi

Rahin-E-as Rahi Hai Na Mahw-E-Yas Rahi

rahin-e-as rahi hai na mahv-e-yas rahi

bichhaḌ ke tujh se miri ziist bad-havas rahi

jo rind aaya tiri bazm men hua sairab

vo tishna-kam raha main ki jis ko pyaas rahi

tiri nigah-e-karam ne vo gul khila.e hain

chaman men fasl-e-baharan udaas udaas rahi

har ek lahza miri dhaḌkanon men chubhti thi

ajiib chiiz mire dil ke as-pas rahi

mai-e-nashat tiri sadgi ne chhalka di

nigah-e-ishq ko kya jaane kis ki pyaas rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

qateel-shifai

Jaanch-Parakh Kar dekh Chuki Tu Har Munh-Bole Bhai Ko

Jab Ki Nazar Talash Fareb-E-Nazar Mila

obaidullah-aleem

Kuchh To Batao Shair-E-Bedar Kya Hua

Karenge choT Hawaon Pe Kargar to Ho

Wo Bhi Kya Din the Ki Jab Us Ka Mera Yarana Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet