• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rahen Viran to ujDe Hue Kuchh Ghar Honge

Rahen Viran to ujDe Hue Kuchh Ghar Honge

rahen viran to ujḌe hue kuchh ghar honge

dasht se baḌh ke mire shahr ke manzar honge

yuun hi ta.amir agar hote rahe shish-mahal

ek din shahr ki har raah men patthar honge

dasht men ham ne ye maana ki milenge vahshi

shahr valon se to har haal men behtar honge

kya ḳhabar thi ki gulabon se hasin honTon par

zahr men Duube hue tanz ke nashtar honge

tere insaf ka me.aar yahi kahta hai

jitne ilzam bhi honge vo mire sar honge

hal-e-dil kahne se pahle hamen malum na tha

teri ankhon men bhi ashkon ke samundar honge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

waseem-barelvi

Sab Ne Milae Hath Yahan Tirgi Ke Sath

faiz-ahmad-faiz

Phir Hashr Ke Saman Hue Aiwan-E-Hawas Mein

abdul-aziz-khalid

Phuli Hai Shafaq Go Ki Abhi Sham Nahin Hai

abdullateef-shauq

dil diya Wahshat Liya Aur Khud Ko Ruswa Kar Liya

Safar Pe Yun Musir Hun Main Ki Hauslon Mein Jaan Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet