• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah-E-Ishq-O-Wafa Hai Aur Main Hun

Rah-E-Ishq-O-Wafa Hai Aur Main Hun

rah-e-ishq-o-vafa hai aur main huun

ye tera naqsh-e-pa hai aur main huun

nigahon men hai zanjir-e-mohabbat

tiri zulf-e-dota hai aur main huun

shab-e-aḳhir faza-e-dil men phaili

ḳhamoshi ki rida hai aur main huun

yahi hai muḳhtasar si apni duniya

ye mera aa.ina hai aur main huun

vahi hai hijr ki rut ki udasi

vahi qatil hava hai aur main huun

nazar men hai koi ḳhun-rez manzar

koi zaḳhmi sada hai aur main huun

ḳhuda hi jaane hone vaala kya hai

tiri qatil ada hai aur main huun

mujhe kya lena dena hai jahan se

ḳhayal-e-dil-ruba hai aur main huun

vahi hai badiya-paima.i apni

vahi ab-o-hava hai aur main huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jigar-moradabadi

Junun Kam Justuju Kam Tishnagi Kam

poet

Main Kya KHush Un Ke KHwab Mein Aane Se Ho Gaya

Jaane Do in Naghmon Ko Aahang-E-Shikast-E-Saz Na Samjho

fauziya-rabab

Tum Ho Meri Zist Ka Hasil Shahzade

Hafiz Shirazi

dile Ke Ghaib Numayast Wa Jam-e-Jam darad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet