• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah-E-Be-Saeban Se Koi Rishta joD Kar Dekhun

Rah-E-Be-Saeban Se Koi Rishta joD Kar Dekhun

rah-e-be-sa.eban se koi rishta joḌ kar dekhun

main apne shahr ki saari fasilen toḌ kar dekhun

hava ke ruḳh pe uḌte abr ko rokun bhala kaise

jo rasta ḳhushk hai to aabla hi phoḌ kar dekhun

ta.ayyun to karun kis samt men mujh ko bhaTakna hai

kisi ke saath ho luun ya kisi ko chhoḌ kar dekhun

tumhara aks meri aankh par kyon khil nahin paata

is a.ine ke andar kya hai is ko toḌ kar dekhun

mujhe lagta to hai main bhi kisi raste ki manzil huun

zara ik zindagi ke zaviye ko moḌ kar dekhun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bilqis-zafirul-hasan

Be-Talluq Sare Rishte Kaun Kis Ka Aashna

Sehan-E-Ainda Ko Imkan Se Dhoe Jaen

poet

Ghairon Ka Us Taraf Se Guzara Na Jaega

wajid-ali-shah-akhtar

dstar-E-Faqirana Ek Taj Se Afzun Hai

muneer-niyazi

Hai Shakl Teri Gulab Jaisi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet