• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Din Mahbus Apne Zahiri Paikar Mein Hun

Raat Din Mahbus Apne Zahiri Paikar Mein Hun

raat din mahbus apne zahiri paikar men huun

shola-e-muztar huun main lekin abhi patthar men huun

apni sochon se nikalna bhi mujhe dushvar hai

dekh main kis be-kasi ke gumbad-e-be-dar men huun

dekhte hain sab magar koi mujhe paḌhta nahin

guzre vaqton ki ibarat huun aja.ib-ghar men huun

jurm karta hai koi aur sharm aati hai mujhe

ye saza kaisi hai main kisi arsa-e-mahshar men huun

tujh ko itna kuchh banane men mira bhi haath hai

meri janib dekh main bhi tere pas-manzar men huun

mera dukh ye hai main apne sathiyon jaisa nahin

main bahadur huun magar haare hue lashkar men huun

kaun mera pujne vaala hai jo aage baḌhe

main akela devta jalte hue mandar men huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

La Ai Saqi Teri Jai Ho

poet

Le Chuko Dil Jo Nigah Ko to Ye Dushwar Nahin

zaKHm Khane Se Ya Koi Dhoka Khane Se Hua

Dair-O-Haram Hain Manzar-E-Ain-E-iKHtilaf

poet

Sach Ke Izhaar Ka Sheron Ko Bahana Jaana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet