• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Tak Rahun Main KHauf-Zada Apne Aap Se

Kab Tak Rahun Main KHauf-Zada Apne Aap Se

kab tak rahun main ḳhauf-zada apne aap se

ik din nikal na ja.un zara apne aap se

jis ki mujhe talash thi vo to mujhi men tha

kyuun aaj tak main duur raha apne aap se

duniya ne tujh ko mera muḳhatab samajh liya

mahv-e-suḳhan tha main to sada apne aap se

tujh se vafa na ki to kisi se vafa na ki

kis tarah intiqam liya apne aap se

lauT aa darun-e-dil se pukare koi mujhe

duniya ki aarzu men na ja apne aap se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Munh-Zor Aarzuon Ki Be-Mehriyan Na Puchh

ahmad-tariq

Wasl Ka Bij Bo Nahin Paya

poet

Sar-E-Ashjar Tahrir Hawa Achchhi Nahin Lagti

etibar-sajid

Zakhmon Ka do-Shaala Pahna dhup Ko Sar Par Tan Liya

Shikasta Jism Darida Jabin Ki Jaanib

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet