• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Baghiche Pe Thi Aur Raushni Patthar Mein Thi

Raat Baghiche Pe Thi Aur Raushni Patthar Mein Thi

raat baghiche pe thi aur raushni patthar men thi

ik sahife ki tilavat zehn-e-paighambar men thi

aadmi ki band muTThi men sitara tha koi

ek jadui kahani sub.h ke mantar men thi

ek raḳhsh-e-sang tha atish-kade ke samne

ek niili mom-batti dast-e-ahan-gar men thi

biich men soi hui thi atish-e-a.indagan

ek pairahan ki ThanDak dhuup ki chadar men thi

paanv sakit ho ga.e ‘sarvat’ kisi ko dekh kar

ik kashish mahtab jaisi chehra-e-dilbar men thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-taqi-meer

Baaten Hamari Yaad Rahen Phir Baaten Aisi Na Suniyega

ahmad-mahfuz

Yun Hi Kab Tak Upar Upar dekha Jae

Ayan Ho Rang Mein Aur Misl-E-Bu Gul Mein Nihan Bhi Ho

poet

Haalat Par Nigah Ruton Par Nazar Na Thi

poet

Ek Kafir Se Mohabbat Ho Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet