• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qatra Hun Magar Raunaq-E-Sahra Hun Bura Hun

Qatra Hun Magar Raunaq-E-Sahra Hun Bura Hun

poet

qatra huun magar raunaq-e-sahra huun bura huun

mazlum ke zaḳhmon ka masiha huun bura huun

vo bai.at-e-fir.aun ke qaa.il hain so achchhe

main vaqt ke namrud se uljha huun bura huun

taghut-e-zamana ko vo dete hain salami

main us ko ḳhata-kar jo kahta huun bura huun

vo shahr men karte hain andheron ki tijarat

main zulm ki basti ka ujala huun bura huun

vo shah-e-sitam-kar ke kahte hain qaside

main nauha-e-mazlum jo karta huun bura huun

vo ḳhanqahi diin ke pairav hain azal se

main aaj talak sahab-e-illa huun bura huun

‘naqqash’ vahi la hai mire sher-o-suḳhan men

anjam shahadat hai main sachcha huun bura huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-hoshiyarpuri

Barha Thithka Hun Khud Bhi Apna Saya dekh Kar

poet

Itna Achchha Na Agar Hota to Hum Sa Hota

Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka ujaD

Shahr-E-Fasl-E-Gul Se Chal Kar Pattharon Ke Darmiyan

ahmad-husain-mail

Main Sar Pe Gunahon Ka Liye Bar Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet