• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pichhle zaKHmon Ka Izala Na Hi Wahshat Karega

Pichhle zaKHmon Ka Izala Na Hi Wahshat Karega

pichhle zaḳhmon ka izala na hi vahshat karega

tujh se vaqif huun miri jaan tu mohabbat karega

main chala ja.unga duniya se sikandar ki tarah

agli sadiyon pe tira naam hukumat karega

pesh hai dusre aalam men bhi tanha rahna

main ne socha tha tu duniya se baghavat karega

dil tiri rah-e-aziyyat se palaTne ko hai

kya tu ab bhi na mira ḳhvab haqiqat karega

tu miri maut ki tasdiq nahin kar sakta

chhuega to mujhe aur dil mira harakat karega

vahima sahra-navardi ka mudallal nahin hai

koi hoga mire dil men tabhi hijrat karega

vo jo ‘afaq’ charaghon ki laven toḌta hai

apna suraj bhi usi haath pe bai.at karega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tum Apne Mariz-E-Gham-E-Hijran Ki KHabar Lo

asrarul-haq-majaz

Andheri Raat Ka Musafir

Iqrar Ka Matlab Ho Ki Inkar Ke Mani

afeef-siraj

Kab Se Mang Rahe Hain Tum Se

akhtar-ansari

Samajhta Hun Main Sab Kuchh Sirf Samjhana Nahin Aata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet