• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phul Se Masum Bachchon Ki Zaban Ho Jaenge

Phul Se Masum Bachchon Ki Zaban Ho Jaenge

phuul se ma.asum bachchon ki zaban ho ja.enge

miT bhi ja.enge to ham ik dastan ho ja.enge

main ne tere saath jo lamhe guzare the kabhi

aane vaale mausamon men titliyan ho ja.enge

kya ḳhabar kis samt men pagal hava le ja.egi

jab purane kashtiyon ke badban ho ja.enge

tujh ko shohrat ki talab uncha uḌa le ja.egi

duur tujh se ye zamin-o-asman ho ja.enge

yaad aa.egi unhen kya kya hamari be-hisi

jab hamare ahd ke bachche javan ho ja.enge

mere naghme meri ḳhatir kuchh bhi hon ‘vali’ magar

aag barsati ruton men badliyan ho ja.enge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ul-iman

Sabza-E-Begana

Sufi

Khwab Mein Gar Koi Kami Hoti

Jo Rishton Ki Ajab Si Zimmedari Sar Pe Rakkhi Hai

shad-azimabadi

Na dil Apna Na Gham Apna Na Koi Gham-Gusar Apna

Mere Thake Hue Shanon Se Bojh Utar to Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet