• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Ulajhte Hain Wo Gesu Ki Tarah

Phir Ulajhte Hain Wo Gesu Ki Tarah

poet

phir ulajhte hain vo gesu ki tarah

phir kaji par hain vo abru ki tarah

shahr-e-vahshat men kahan ghar kaisa

dasht men rahte hain aahu ki tarah

husn aur ishq ko aao taulen

donon ankhon se tarazu ki tarah

mujh ko ankhon men jagah do chande

phir gira dijiyo aansu ki tarah

na kahunga ki sanvaro zulfen

phir ulajh jaenge gesu ki tarah

ai ‘sakhi’ phirti hai kis khaal ki shakl

samne aankh ke bichchhu ki tarah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Tarik KHala usMein Chamakta Hawa Main

Laraz Raha Tha Falak Arz-E-Haal Aisa Tha

abdul-ahad-saaz

Khile Hain Phul Ki Surat Tere Visal Ke din

abdul-ahad-saaz

Meri Nigahon Pe Jis Ne Sham O Sahar Ki Ranaiyan Likhi Hain

Ba-Rang-E-Sher Gire Aur Bar Bar Gire

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet