Panting raat kal gahri niind men thi jab ek taaza safed canvas par atishin, laal surkh rangon se main ne raushan kiya tha ik suraj… subh tak jal gaya tha vo canvas raakh bikhri hui thi kamre men
Leave a Reply