• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Pani

Pani

akhtar-bastavi

paani se huvaida hoti hai duniya men ḳhuda ki rahmat bhi

paani men dikhai deti hai tasvir-e-azab-o-la.anat bhi

paani ki badaulat milti hai insan ko ghiza ki ne.amat bhi

sailab ki surat men paani laata hai jahan par aafat bhi

ik jhiil ke gahre paani par is vaqt jami hai meri nazar

afkar hain danva-dol mire jazbat hain mere zer-o-zabar

main ḳhushi ḳhushi utrun is men aur sat.h pe tairun hans hans kar

ya duub ke is ki lahron men pa ja.un gham-e-hasti se mafar

Filed Under: Nazm Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dhajji Dhajji Jubba-O-Dastar Hote Dekhna

wali-mohammad-wali

Kamar Us dilruba Ki dilruba Hai

Mile Ghairon Se Mujhko Ranj O Gham Yun Bhi Hai Aur Yun Bhi

poet

Lo Zoaf Se Ab Ye Haal-E-Tan Hai

Charagh-E-Tur Jalao baDa Andhera Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet