• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nisf Se dekh Zara Kam Na Ziyaada Aadha

Nisf Se dekh Zara Kam Na Ziyaada Aadha

komal-joya

nisf se dekh zara kam na ziyada aadha

baant lete hain mohabbat tujhe aadha aadha

mehrban ishq mujhe kaat diya jaega

hone vaala hai mira dast-e-kushada aadha

chauk men dekhne vaale the tamasha us ka

jis ko ghurbat men mayassar tha labada aadha

mere behis main tujhe milne nahin aungi

aaj taqsim hua mera irada aadha

kuza-gar mujh ko bikharna hai bikhar jaane de

meri tajsim men shamil hai burada aadha

teri duniya bhi miri tarah ujad jaegi

rah gaya mujh men agar sabr ka madda aadha

baaqi aadhi to kisi aur ki mutthi men dabi

pusht par main ne tujhe ziist hai laada aadha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Muskurane Ki Ada Mujhko Sikhati Hai Ghazal

poet

KHirad Ka Lafz Junun Ki Kitab Mein Na Likho

Tere Baghair Main Kitna Hun Be-Qarar Na Puchh

adil-mansuri

Khidki Andhi Ho Chuki Hai

jaun-eliya

Ai Wasl Kuchh Yahan Na Hua Kuchh Nahin Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet