• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nigah-E-Baghban Kuchh Mehrban Malum Hoti Hai

Nigah-E-Baghban Kuchh Mehrban Malum Hoti Hai

nigah-e-baghban kuchh mehrban ma.alum hoti hai

zamin par aaj shaḳh-e-ashiyan ma.alum hoti hai

bulaya ja raha hai janib-e-dar-o-rasan ham ko

muqaddar men hayat-e-javidan ma.alum hoti hai

nigahon men hain kis ke ariz-e-gul-rang ke jalve

ki duniya gulistan-dar-gulistan ma.alum hoti hai

miri kashti ko shikva bahr-e-be-payan ki tangi ka

tujhe ek aabju bhi be-karan ma.alum hoti hai

pahunch kar asman par bhi to dekho ai zamin vaalo

vahan se ye zamin bhi asman ma.alum hoti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-shirani

Su-E-Kalkatta Jo Hum Ba-dil-E-diwana Chale

Safar Rasta Saubat KHwab Sahra

Kya KHub Ye Ana Hai Ki Kashkol toD Kar

Pahle to Dam-E-Zulf Mein Uljha Liya Mujhe

ambareen-haseeb-ambar

Shab Thi Be-Khwab Ek Aarzu der Tak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet