• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazron Se Basirat Ki Nihan Kuchh Bhi Nahin Hai

Nazron Se Basirat Ki Nihan Kuchh Bhi Nahin Hai

nazron se basirat ki nihan kuchh bhi nahin hai

sab kuchh hai jahan aur jahan kuchh bhi nahin hai

ham miT ga.e is fitrat-e-ashufta ki ḳhatir

halanki vo gharat-gar-e-jan kuchh bhi nahin hai

dil ki jo na kahiye to zaban kashif-e-asrar

aur dil ki jo kahiye to zaban kuchh bhi nahin hai

dil valon ko dil valon se hai harf-o-hikayat

zahir men mohabbat ka nishan kuchh bhi nahin hai

rangin-o-nazar soz-o-manazir se guzar kar

pahuncha huun vahan main ki jahan kuchh bhi nahin hai

ye ishq ki zahir ho to hil jaa.en do-alam

juz chand isharat nihan kuchh bhi nahin hai

mujh ḳhugar-e-begani-e-dost ko ‘ali’

be-gangi-e-ahl-e-jahan kuchh bhi nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bahadur-shah-zafar

Mohabbat Chahiye Baham Hamein Bhi Ho Tumhein Bhi Ho

Wo Ek Ik Baat Pe Rone Laga Tha

poet

Bais-E-Arz-E-Hunar Karb-E-Nihani Nikla

poet

Dard miThi Zaban Pe Rakh Aae

poet

Wo Sar-E-Sham Gae Hijr Ki Hai Raat Shurua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet