• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nazar Mila Ke Zara Dekh Mat Jhuka Aankhen

Nazar Mila Ke Zara Dekh Mat Jhuka Aankhen

nazar mila ke zara dekh mat jhuka ankhen

baḌha rahi hain nigahon ka hausla ankhen

jo dil men aks hai ankhon se bhi vo chhalkega

dil a.ina hai magar dil ka aa.ina ankhen

vo ik sitara tha jaane kahan gira hoga

ḳhala men DhunD rahi hain na jaane kya ankhen

gham-e-hayat ne fursat na di Thaharne ki

pukarti hi rahi hain mujhe sada ankhen

ye us ka tarz-e-taḳhatub bhi ḳhuub hai ‘mohsin’

ruka ruka sa tabassum ḳhafa ḳhafa ankhen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bin Mausam Ke Pani Barse Sawan Sawan Dhup

Sar-E-Rah Ek Hadisa Ho Gaya

Ye Jadu-E-Jamal Kisi Dida-War Se Puchh

tanveer-anjum

Tanhai Ke Fan Mein Kaamyab

zaKHm Koi Ek baDi Mushkil Se Bhar Jaane Ke Baad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet