• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nawa-E-Shauq Mein Shorish Bhi Hai Qarar Bhi Hai

Nawa-E-Shauq Mein Shorish Bhi Hai Qarar Bhi Hai

aal-e-ahmad-suroor

nava-e-shauq men shorish bhi hai qarar bhi hai

khirad ka paas bhi khvabon ka karobar bhi hai

hazar baar baharon ne dukh diya mujh ko

na jaane kya kya hai baharon ka intizar bhi hai

jahan men ho gai na-haq tiri jafa badnam

kuchh ahl-e-shauq ko dar-o-rasan se pyaar bhi hai

mire lahu men ab itna bhi rang kya hota

taraz-e-shauq men aks-e-rukh-e-nigar bhi hai

mire safine ko sahil ki justuju hi nahin

sitam ye hai kisi tufan ka intizar bhi hai

chaman hi ik nahin aina meri masti ka

gavah josh-e-junun ki zaban-e-khar bhi hai

ghurur-e-ishq ghurur-e-vafa ghurur-e-nazar

‘surur’ tere gunahon ka kuchh shumar bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Be-Manzar Udasi Chaar-Su Aankhon Mein Hai

Goshmali Se Kab Unhon Ne Asar Liya Tha

Kaise Rishton Ko sameTen Ye Bikharte Hue Log

Tere Hai Zulf O ruKH Ki Did Subh-O-Sham Aashiq Ka

Wo Hi Andaz-E-Dilbari Hai Abhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet