• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nam Shaitan Se Mashhur Hamara Hota

Nam Shaitan Se Mashhur Hamara Hota

naam shaitan se mash.hur hamara hota

apne pichhe bhi agar koi idara hota

auj par apne muqaddar ka sitara hota

ik minister ka hi chamcha jo hamara hota

apne jiine ka yahi ek sahara hota

kisi tirpaT ka sahi koi ishara hota

ek shadi ne hi sab baal jhaḌa Daale hain

ye amal kahiye ki phir kaise dobara hota

be-paḌhe apni ghazal bazm se ham lauTe hain

tum ne sahvan hi sahi naam pukara hota

doctor aaj ke tajir hi na hone paate

charasazon se agar bachne ka chara hota

koi sha.ir bhi mire aage na Tik paata ‘rahim’

mera maidan-e-suḳhan pe jo ijara hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kar-E-Hunar Sanwarne Walon Mein Aaega

Is Se Kya baDh Ke Bad-Nasibi Ho

akbar-hameedi

Hansi Mein Saghar-e-Zarrin Khanak Khanak Jae

Phir Marhala-E-KHwab-E-Bahaaran Se Guzar Ja

Mere suKHan Mein Tabhi Falsafa Ziyaada Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet