• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nalon Ki Kashakash Sah Na Saka Khud Tar-E-Nafas Bhi Tut Gaya

Nalon Ki Kashakash Sah Na Saka Khud Tar-E-Nafas Bhi Tut Gaya

shad-azimabadi

nalon ki kashakash sah na saka khud tar-e-nafas bhi tuut gaya

ik umr se thi taklif jise kal shab ko vo qaidi chhut gaya

thi teri tamanna kahish-e-jan is dard se men divana tha

chhala tha dil apne siine men ai va-asfa vo phuut gaya

sab apni hi apni dhun men phanse tera to na nikla kaam koi

jo aaya tire darvaze par vo apna hi matha kuut gaya

tabut pe mere aae jo mitti men milaya yuun kah kar

phaila diye dast-o-pa apne itne hi men bas ji chhut gaya

aaya tha yahi dil men mere rindon hi pe kali bhi phenkun

saaqi ka ishara paate hi men zahr-e-sitam ko ghuut gaya

ho hindu-e-khal-e-lab tera ya tark-e-nigah ho ai qatil

dehli tha hamara dil shayad jo aaya vo us ko luut gaya

nazuk tha bahut kuchh dil mera ai ‘shad’ tahammul ho na saka

ik thes lagi thi yuun hi si kiya jald ye shisha tuut gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maut Han Bar-Haq Hai Lekin Zindagi Fani Kahan

KHala Sa Thahra Hua Hai Ye Chaar-Su Kaisa

shahryar

Hamari Aankh Mein Naqsha Ye Kis Makan Ka Hai

Sultan Baho

Kalme di Kal Tadan Pai Jad Murshid Kalma disya Hu

Har Sher Se Mere Tera Paikar Nikal Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet