• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nahin Jo Daulat-E-Zad-E-Safar to Kya Gham Hai

Nahin Jo Daulat-E-Zad-E-Safar to Kya Gham Hai

poet

nahin jo daulat-e-zad-e-safar to kya gham hai

yahi mata.a bahut hai ki azm-e-mohkam hai

qadam qadam pe havadis qadam qadam ḳhatre

bata rahe hain ki manzil ka fasla kam hai

ye mai-kade ke hain baani inhen sharab na do

huzur jurm baḌa hai saza bahut kam hai

hamari baat hi kya thi rahi rahi na rahi

tumhari baat to rakh li hai kya ye kuchh kam hai

hain ab bhi saghar-o-mina ke tazkire ‘ghalib’

ki ab na haath men jumbish na aankh men dam hai

rah-e-adab men jale to hain kuchh charagh na.e

magar ye kaun bata.e ki raushni kam hai

ye kis maqam pe ham aa ga.e hain ai ‘rahmat’

na zindagi ki ḳhushi hai na maut ka gham hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujhe Wo Kaifiyat Apni Batane Kyun Nahin Aaya

Aaine Mein Aks Khilta Hai Gul-E-Hairat Nahin

Meri Dastaras Mein Hai Gar Qalam Mujhe Husn-E-Fikr-O-KHayal De

zaKHm Sab Usko Dikha Kar Raqs Kar

Usne Bikhre Kaghazon Ko Chhu Ke Sandal Kar Diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet