• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nahin Hai Yun Ki Use Hum Tamam Bhul Gae

Nahin Hai Yun Ki Use Hum Tamam Bhul Gae

nahin hai yuun ki use ham tamam bhuul ga.e

vo shakl yaad rahi us ka naam bhuul ga.e

vo bolti hui ankhen hamen rahin azbar

zaban-e-ḳhalq ke saare kalam bhuul ga.e

talash-e-tishna-labi men vo nashsha tha ki hamen

nasib men the jo labrez jaam bhuul ga.e

mila to sunte rahe dastan dushman ki

hamare dil men tha jo intiqam bhuul ga.e

kise samajhna hai rahzan to rahnuma kis ko

ye faisle ki ghaḌi men avaam bhuul ga.e

ye be-ḳhudi se bhi aage ki raah thi shayad

jise pukarne nikle vo naam bhuul ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Ai Rukhat Aaram-e-Jaan-e-Ashiqan

Kisi Ke Dast-E-Talab Ko Pukarta Hun Main

Ameer Khasro

Ban Bolan Lage Mor

shahida-hasan

Saneha Ho Ke Raha Chashm Ka Murjha Jaana

kishwar-naheed

Sham Banhon Mein Liye Raat Ki Rani Aai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet