• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Us Ada Se Bhi Hun Main Aashna Tujhe Itna Jis Pe Ghurur Hai

Us Ada Se Bhi Hun Main Aashna Tujhe Itna Jis Pe Ghurur Hai

us ada se bhi huun main ashna tujhe itna jis pe ghurur hai

main jiyunga tere baghair bhi mujhe zindagi ka shu.ur hai

na havas mujhe mai-e-nab ki na talab saba-o-sahab ki

tiri chashm-e-naz ki ḳhair ho mujhe be-piye hi surur hai

jo samajh liya tujhe ba-vafa to phir is men teri bhi kya ḳhata

ye ḳhalal hai mere dimagh ka ye miri nazar ka qusur hai

koi baat dil men vo Thaan ke na ulajh paḌe tiri shaan se

vo niyaz-mand jo sar-ba-ḳham ka.i din se tere huzur hai

mujhe dengi ḳhaak tasalliyan tiri jan-gudaz tajalliyan

main saval-e-shauq-e-visal huun to jalal-e-sho.ala-e-tur hai

main nikal ke bhi tire daam se na girunga apne maqam se

main ‘qatil’-e-tegh-e-jafa sahi mujhe tujh se ishq zarur hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-ahad-saaz

Har Ek dhadkan Ajab Aahat

Sufi

Ek Khalish Ko Hasil-e-Umr-e-Rawan Rahne diya

Zindagi Ho Meri Nazar Mein Ho

Dil Ki Diwana Tabiat Ko Musibat Na Bana

Lazzat-E-Ulfat Se Dil Masrur Hona Chahiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet