• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nafas Nafas Hai Bhanwar chaDhti Shab Ka Manzar Hai

Nafas Nafas Hai Bhanwar chaDhti Shab Ka Manzar Hai

nafas nafas hai bhanvar chaḌhti shab ka manzar hai

hisar-e-jism men ik chiḳhta samundar hai

hava-e-taza ke manind mat lipaT mujh se

ga.i ruton ka bahut zahr mere andar hai

nikal ke ja.un gunah-gar-e-tirgi se kidhar

har ek haath men ab raushni ka patthar hai

ik aag uḌti hui si vahi ta.aqub men

badan ki raakh abhi shayad badan ke andar hai

tu kyuun uḌhata hai mujh ko ye raushni ki rida

mujhe ḳhabar hai andhera mira muqaddar hai

salib-e-shab se ‘musavvir’ sahar ke maqtal tak

kahan milen ki har ik fasla barabar hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nigah Mujhse Milane Ki Un Mein Tab Nahin

Sare Chehre Tanbe Ke Hain Lekin Sab Par Qali Hai

Jab Kabhi Dard Ki Taswir Banane Nikle

Qarar Dida-O-Dil Mein Raha Nahin Hai Bahut

Sahra Mein Hai Qarar Na Sehn-E-Chaman Mein Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet