Na Tum Zaban Se Jawab dena na tum zaban se javab dena jo de sako to gulab dena na kah sako to, to aisa karna ki phuul rakh kar kitab dena na main mohabbat men tum se lungi na tum hi mujh ko hisab dena mari taraf se bhi le ke jaana ye phuul un ki janab dena
Leave a Reply