• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Puchho Ki Qaem Ka Kya Haal Hai

Na Puchho Ki Qaem Ka Kya Haal Hai

poet

na puchho ki ‘qa.em’ ka kya haal hai

kuchh ik Dher haDDiyon ka ya khaal hai

jo baiThe to hai ru-e-qalin ka naqsh

khaḌa ho to kaghaz ki timsal hai

khaTakta hai pahlu men yuun ham-nashin

kahe to ye dil tiir ki bhaal hai

giraftar hai jo tiri zulf ka

vo har qaid se farigh-ul-bal hai

uTha raund Daale ik aalim ke dil

bhala shoḳh ye bhi koi chaal hai

ulajhta hai ji shaiḳh ki riish dekh

vo sach hai misl baal janjal hai

dhaḌakne ka dil par hai gaahe hujum

gahe chashm girya ki pamal hai

ye goya dar-e-daulat-e-ishq par

dil o diida saman ghaḌiyal hai

ḳhush aa.i hai ‘qa.em’ yahi gar zamin

to phir kah na mazmun ka kya kaal hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Aan Rah-E-Shauq Mein Chalne Ki Lagan Hai

poet

Hue Aise Ba-dil Tere Shefta Hum dil-O-Jaan Ko Hamesha Nisar Kiya

ahmad-nadeem-qasmi

Aansuon Mein Bhigo Ke Aankhon Ko

Hanste Hanste Bhi Sogwar Hain Hum

Judai Mujhko Mare Dalti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet