• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Koi Un Ke Siwa Aur Jaan-E-Jaan dekha

Na Koi Un Ke Siwa Aur Jaan-E-Jaan dekha

mirza-raza-barq

na koi un ke siva aur jan-e-jan dekha

vahi vahi nazar aaega jahan jahan dekha

bahisht men bhi usi huur ko ravan dekha

yahan jo dekh chuke the vahi vahan dekha

khizan-e-umr kuja o kuja bahar-e-shabab

falak ko rashk hua koi jab javan dekha

gae jahan se jo log do jahan se gae

kisi ne phir na kabhi apna karvan dekha

jalaya bazm men har roz shama ke manind

hazaron baten sunain jo be-zaban dekha

qayamat aai ye tadpa firaq men ai ‘barq’

na phir zamin ko paaya na asman dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Ke Sath Ab Saya Nahin Hai

poet

Dur Tak Bhi aahaT Ki Aas Jab Na Rah Jae

insha-allah-khan-insha

Lab Pe Aai Hui Ye Jaan Phire

Gum Kar Den Ek Zara Tujhe KHwabon Ke Shahr Mein

Rafta Rafta KHatm Qissa Ho Gaya Hona Hi Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet