• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Koi Marhala Dushwar Hoga

Na Koi Marhala Dushwar Hoga

na koi marhala dushvar hoga

junun jab qafila salar hoga

shafaq ye rang la.egi sahar tak

ki ḳhun-alud har aḳhbar hoga

rahega jo bhi muflis ahd-e-nau men

yaqinan sahab-e-kirdar hoga

ye ghar ko dekh kar main sochta huun

kisi din mujh pe ye ghar baar hoga

tashaddud karne vaale ye bhi sochen

ki ik din sab se istifsar hoga

masa.ib se hi jab fursat na hogi

to kab zikr-e-lab-o-ruḳhsar hoga

na jaage log to ye soch le phir

‘sharar’ jalna tira be-kar hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mohabbat Ma-Siwa Ki Jis Ne Ki Gori kaloTi Ki

Agar Mohabbat Ke Muddai Ho to Ye Rawayya Rawa Nahin Hai

poet

Piri Mein Shauq Hausla-Farsa Nahin Raha

Sine Mein Mere Bojh Bhi Aur Dahka Chaman Bhi

Wo Gham Qubul Hai Jo Teri Chashm Se Mile

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet