• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhse Kaha Jibril-E-Junun Ne Ye Bhi Wahi-E-Ilahi Hai

Mujhse Kaha Jibril-E-Junun Ne Ye Bhi Wahi-E-Ilahi Hai

majrooh-sultanpuri

mujh se kaha jibril-e-junun ne ye bhi vahi-e-ilahi hai

mazhab to bas mazhab-e-dil hai baaqi sab gumrahi hai

vo jo hue firdaus-badar taqsir thi vo aadam ki magar

mera azab-e-dar-badri meri na-karda-gunahi hai

sang to koi badh ke uthao shakh-e-samar kuchh duur nahin

jis ko bulandi samjhe ho un hathon ki kotahi hai

phir koi manzar phir vahi gardish kya kiije ai ku-e-nigar

mere liye zanjir-e-gulu meri avara-nigahi hai

bahr-e-khuda khamosh raho bas dekhte jaao ahl-e-nazar

kya laghzida-qadam hain us ke kya duzdida-nigahi hai

diid ke qabil hai to sahi ‘majruh’ tiri mastana-ravi

gard-e-hava hai rakht-e-safar raste ka shajar ham-rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

La Ai Saqi Teri Jai Ho

asif-ud-daula

Is Ada Se Mujhe Salam Kiya

Teri Nisbat Se Apni Zat Ka Idrak Karne Mein

Aah Wo Shoala Hai Jo Ji Ko Bujha Ke uTThe

Go Ye Rakhti Nahin Insan Ki Haalat Achchhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet