• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujh Pe Mizrab to Hai Saz Kahan Se Laun

Mujh Pe Mizrab to Hai Saz Kahan Se Laun

mujh pe mizrab to hai saaz kahan se la.un

dil men ghar karne ke andaz kahan se la.un

mere giton men bhi pur-kaif kashish hai lekin

ho asar jis men vo avaz kahan se la.un

meri har baat bata deti hain meri ankhen

jo rahe dil men hi vo raaz kahan se la.un

intiha hai to koi ibtida lazim hogi

apne anjam ka aghaz kahan se la.un

mere siine men bhi uḌne ki lalak hai lekin

toḌ de pinjra vo parvaz kahan se la.un

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dil Salamat Agar Apna Hai To dildar Bahut

Apni Mohabbaton Ko Saliqa Mile Koi

Kaha Jo Humne haMein Dar Se Kyun uThate Ho

Phir Aapne Dekha Hai Mohabbat Ki Nazar Se

aisha-ayyub

Mere Hathon Mein Ubhra Hai Ye Naqsha Kis Tarah Ka Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet