• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujh Mohabbat Ke Saza-War Pe Tohmat Na Laga

Mujh Mohabbat Ke Saza-War Pe Tohmat Na Laga

mujh mohabbat ke saza-var pe tohmat na laga

mujh ko jhuTla de magar pyaar pe tohmat na laga

sust-rau shaḳhs mira naqsh-e-qadam dhyan men rakh

mujh se aa mil miri raftar pe tohmat na laga

log bakte hain to bakte rahen be-shak lekin

kam se kam tu mire kirdar pe tohmat na laga

main ne chhini nahin izzat se kama.i hai ye

meri izzat miri dastar pe tohmat na laga

dekh ik haath se bajti nahin taali ‘abdul’

dar muqaffal hai to divar pe tohmat na laga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ba-Nam-E-Yar Trahdar Ai Saba Le Ja

Sufi

Har Ghadi Ek Nai Musibat Hai

Ajab Ajib Gham-E-Ehtimal Rakhte Hue

Yun to Dekhi Hain Mere Yar Sabhi Ki Aankhen

aisha-ayyub

Mere Hathon Mein Ubhra Hai Ye Naqsha Kis Tarah Ka Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet